Facebook Se Paise Kamane Ka Tariqa 2022 l Earn Money From Fb in Urdu l Urdu Mai Seekho
Fb kya hai ye to batana bewakoofi hogi kynk, aj kl ke door mai to sabko pata hai ke fb hota kya hai to mai zyada time waste nahi karonga apka, fb sirf apko apno se milati nahi friends wagera chat or post ye sab nahi, to facebook pe time pass karne se behtar hai ke ap paise kamao agar ap student ho ya apke pass jo farig time ho to ap isse paise kama sakte ho.
Agar ap internet use karte ho to is zamane pe bache bache ka fb pe account hai pr apko ye nahi pata ke fb se paise kese kamae jate hain to ab mai start karta hon or apko bikul asan lafzon mai batane ki koshish karonga.
Facebook pe Ap ghar bethe kese Paise Kama sakte ho
Facebook ek boht hi bada name hai jo pori duniya ko pata hai ek bat mai apko bata don pehle hi ke facbook apko paise nahi dega kabhi, Par par hum iske zariye to paise kama sakte hain har business mai humne ek chez chahiya hoti hai, wo hai awam jahan awam wahan business, to mere kehne ka matlba hai ke fb to billion log use kar rahe hain daily.
Fb Se Paise Kamane ke liye Hamen kis chez ki Zarorat hai
Ab sabse pehle humen fb pe ek apni Commuity banani hogi, fb pe community banana boht hi easy kam hai aj kl ke dor mai, jitni zyada community badi utne hi ap paise kamaoge, To hamen iske liye chahiye ke hum fb pe Groups or Pages create karen ya banaen ek hi bat hai. Ap wo topic select karen jo apko lagta hai ke ye topic best hai Members increase karne ke liye.
- Facebook account kese banaen
- konsa topic select karen Pages ke liye
- Group kese create karte hain step by step guide
- Pages kese Create karte hain step by steo guide
- Facebook Page me Auto Reply kaise Chalu kare
- Facebook Trick: Continue Reading Link Kaise Add kare
Ye Bhi Padhen:
- Facebook Account ko Hack hone se bachaye Fake Apps se [Fb Security Tip]
- Facebook Account Delete or Deactivate Kaise karte Hai
- Mark Zuckerberg or Facebook ka Safar Success Story in Hindi
- Facebook ID Block Q hoti hai or Kaise Bacha Jaye Block hone Se
- Facebook Friends ki list ko Hide kaise kare Dusro se

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If You have any doubts, Please let Me Know