Ye boht zarori hai ke ap apni website ke liye ek name choose karo apne business ke hisab se. Mai Apko kuch Most Important Tips Donga 2022 Ki, domain name choose karne ke liye.
Hamen website banane ke liye 2 chezon ka khayal rakhna chahiye
1. Domain
2. Hosting
Table of Contents
- 1 What is Domain?
- 1.1 What is Domain Extension?
- 1.3 Which domain extensions we should choose?
- 1.3.1 Domain extension with their Purpose to Use
What is Domain?
“Boht see log nahi jante domain word ke bare mai, to mai apko ek easy way mai samjhata hon "Domain jo hota hai wo apki Website ka name hota hai "
For Example : Ap apne friend ko invite karte ho apne ghar pe, wo apse apke ghar ka address mangega, kynk address ke bina wo apke ghar naho asakta, to jab bhi humen kisi jagah jana hota hai hamen address chahiya hota hai us jagah ka.
Usi tarha hamen "Apni website pe traffic lane ke liye bhi domain ki zarorat hoti hai kynk ye hamari website ka address hai"
To address ko kaha jata hai Domain.
Domain jo hota hai do chezon pe mujhtamil hai Name or Extention.
What is Domain Extension?
Domain Extention jo hai ek word hota hai jo domain ke bd use kiya jata hai.
Examples
- .com for commercial
- .org for Organization
- .gov for Government
- .pk,.in, .US are the Country Code Domain extension for their particular country.
Ye bat yaad rakhen
ke domain jo hota hai wo Name , Extention , Subdomain or Domain.
Which domain extensions we should choose?
Ap domain extention jo hai apni website ke porpose se bhi select kar sakte ho ke apki website ki bare mai hai, jese ke agar mai koi non profit organization ki website banata hon to mujhe .org lena acha rahega, agar mujhe sirf ek country pe target karna hai to .pk acha rahega. ismai mujhe google help karega meri website pakistan mai rank zyada hogi.
Domain extension with their Purpose to Use
- .com – commercial
- .net – network
- .edu – education
- .gov – US national and government agencies
- .mil – US military
- .org – organization
- .au – Australia
- .in – India
- .br – Brazil
- .za – South Africa
- .uk – United Kingdom
- .us – United States of America
- .pk – Pakistan

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If You have any doubts, Please let Me Know