Apne Har jagah suna hoga Word Sponsorship But kya apko pata hai ye kya hai or ap isse kese paisa kama sakte ho.
Apke har sawal ka jawab mai donga, to is post ko end tak lazmi padhen. Tab apko pata chalega ke sponsorship kya hai ?
What is Sponsorship ?
Sponsorship hota hai kisi bhi company koi product jo individual promote kiya jae. Jis ke badle company apko paise deti hai jo ap earn karte ho, so sponsored hone ke bd log usse buy karte hain or company ko faida hota hai jiske badle company apko paise deti hai.
Apne boht se youtubers ko suna hoga jo bolte hain "THE VIDEO IS SPONSORED BY COMPANY NAME" Aise hi youtubers jo hain products sponsored karte hain.
Or agar ap blogging ki field mai ho or apki posts jo hain wo boht popular hain to apko bhi sponsored products hon boht companiyons se. jisse ap paise bana sakte ho apne blog pe publish karke.
Ye zyada tar newspapers company mai used hoti hain kynk unke pass boht se subscribers hote hain isi waja se jo news companies hoti hain unka boht hi zyada faida hota hai.
How to Earn Money From Sponsorship ?
Companies jo hoti hain wo talash karte hain ke kiske followers hain sbse zyada phr un sabko target karke unko apne product sponsored karte hain take wo unka faida utha saken or earning kar saken, aise hi agr apke pass social media pe boht zyada followers hain to apko bhi companies soponsored karengi companies.
To ab hum dekhte hain ke konsi konsi social media site ap sponsored kar in sabke bd hum seekhenge ke log konse social media use karte hain earning karne ke liye sponsored se.
How To Make Money From Youtube Sponsorship ?
Paise kamao youtube sponsorship se boht se log youtube pe apne product sponsored karte, or boht se log usse earn kar rahe hain. To agar apko bhi sponsored se paise kamane hain to sabse pehle apna account Youtube pe Kholen.
Agar apko sponsored chahiyen yo apko sabse pehly apne channel pe views gain karne honge, jitne zyada apke channel pe views honge utne hi zyada jaldi apko companies sponsored karengi apne products.
--->Read: Youtube se Paise Kamane ke tarike.
How To Make Money From Blogger Sponsorship ?
Blogger jo hai dosra boht bada tareeqa hai paise kamane ka Sponsorship ki madad se. Sabse pehle apko us platform pe register karna hoga jahan se ap sponsorship loge ya paid post. Registration ke bad apko batana hoga ke ap ek post ke kitne paise loge.
Agar apko khud ko register karna hai paid post pe to ap famousflyout pe register kar sakte ho, boht hi asan hai flyout pe register karna, jab ap register kar rahe hon to apko batana hoga ke ap apne sponsored ke kitne paise charge karoge.
Ek bar apne register kar liya to boht se post hasil karoge sponsored post ke jinse ap boht earning kar sakte ho unko apne blog pe post karke.
Agar ap sponsored post se paise kamana chahate ho, Tab apko focus karna hoga branding or quality apne blogger ki achi karni hogi, uske bad apko khudbakhud sponsored post hasil hongi, Jese ke ap agar meri website pe Sponsored karna chaho apna ad to 1k - Ek post ka liya jaega or 30 ya 40 post month mai aengi.
--> Read: Blog se Paise kamane ke tarike
How To Make Money From Facebook Sponsorship ?
Ap Facebook sponsorship se bhi paise kama sakte hain, agr apke followers pages ya groups wagera mai zyada hai to bhi ap paise kama sakte hain , sponsored hasil karne ke liye ap apne groups ya pages ki profile description mai likh sakte hain ke hum sponsorship post bhi lete hain jisse apko comapnies contact karengi or apko sponsorship dengi.
Ye ek boht acha tareeqa hai paise kamane ka boht se log is tareqe se paise kamate hain pehle followers gain karte hain boht sare apne pages pe or phr sponsored karte paise kamate hain, aj kl to new trend chal raha hai to sponsored jo log fb pe karte hain wo bs story dal dete hain jisse ache khase uspe views ajate hain.
--> Read:
- Facebook se paise kamane ke tarike ?
- Instagram se paise kese kamaen ?
- Whatsapp Se Paise Kaise Kamaye in Urdu ?
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If You have any doubts, Please let Me Know