Kuch saal pehle kuch companies or developers or programmers ne mil ke kuch behtreeen softwares banae the jo aj kl internet se easily ap download kar sakte hain. ye asan nahi hai ke perfect software dhond lo jo ke asan nahi hai or konsa software sahi chalega download hone ke bad. is liye maine kuch achi software download websites apke liye mention ki hain neeche.
5 Best Software Download Sites To Bookmark
Software websites jo hoti hain apne har program ko scan karti hain kynk unmai koi spyware na ajae ya virus. ye sab jo bhi websites hain unmai active community hoti hai jisse ap ek decision bana sakte ho software download karne se pehle. To chalo dekhte hain kuch websites jo boht mashoor ho chuki hain internet pe jinmai boht hi acha collection hai softwares ka or navigation options bhi.
1) Download.Com
Download.com har website ki maa hai software downloading mai. ye boht hi purani website hai 14 year pehle ye website bani thi. Ye site Cnet walon ne khareed li hai, jo khud mai ek boht hi bada name hai technology news or product reviews mai.
Inke pass har tarah ke softwares hain or hr platform ke liye jese ke Windows,Linux or to ro mobile applications ke liye bhi. Jo softwares sections inmai include hain wo hain 100,000 firmware,shareware or try-first free download.
2) FileHippo.Com
Filehippo.com ek boht hi achi website hai or hamari favourite hai jo use ko full access deti hai software download ka. ye offer karte hain freeware or shareware bhi.
Ye ek or offer karte hain jo filehippo update checker hai , jo ek chota sa program hai jo apke computer ko scan karta hai or apke har software ko check karta hai or apko batata hai ke apke computer ke liye konse updates ki zarorat hai. apne computer ke software update rakhna ek boht hi zarori bat hai kynk ye apke computer ko secure karta hai.
3) ZDNet Download
ZDNet download ki jo software library hai wo sabse badi library hai sofwares download ke liye. ye cover karte hain softwares Windows,Linux or mobile ke liye bhi , or ZDNet ki jo directory hai boht hi achi source hai technical software ke liye.
Kuch saal pehle hi inhone khud ko boht upgrade kiya hai jahan se inhone shuro kiya tha usse zyada boht. inhine dono list kiye hain freeware or shareware downloads. ZDNet ne boht hi mashoor software download ke rights hain or jese hi ap inki website open karenge to apko boht hi ache ache software dekhne ko milenge.
4) Softpedia.Com
Agar ap daily basis pe softwares or applications download karte ho, to apko chahiye ke ap familier ho ajen softpedia ke sath. ye ek boht hi save website hai. softpedia ek Romanian website hai jo provide karte hain index or direct download links of softwares.
Is site pe or bhi index hain jese ke Major technology,Science,Health or entertainment news. Software Categories jo hain hierarchically or modeled hain software file system paths, jese ke “C: > Mobile Phone > Tools > Nokia.”.
Users jo hain apni creteria ke bhi search kar sakte hain jese ke last date of update softwares, ya number of download kitne hain, ya phir rating. inke pass 3 modes hain normal,freeware,shareware jo user ko allows karte hain technical software.
5) FreewareFiles.Com
FreewareFiles jese ke name se hi pata chal raha hai ke ye freeware website hai. Inke pass boht se Open source program listed hain. Inke pass 16,000 freewares programs hain inki website pe download ke liye. Jo programs hain wo category mai arranged hain, or boht hi asan hai unko navigate karna or dhondna jo apko chahiye.
Jo website ka interface hai wo boht busy hai or apko post karne dete hain ke kya world mai technologies use ho rahi hain is time. Software websites mai se boht achi website mai se hai ye ek.

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें
If You have any doubts, Please let Me Know